Boond Boond Roy Film 2015 Song Lyrics
Another song of Roy film 2015, along with Yaara Re is out now, let's see these two songs do make up toh the top charts as well or not. The song Boond Boond has been decorated with the mesmerizing voice of Ankit Tiwari. Boond Boond Roy Film 2015 Song Lyrics has been given by A.K.Upadhyay, while the music has been composed and directed by Ankit Tiwari himself, under the label of T-series. The Boond Boond Roy Film 2015 Song Lyrics are as follows-
Boond Boond Roy Film 2015 Song Lyrics
Boond boond karke mujh mein girna tera
Aur mujh mein mujh se jyada hona tera
Boond boond karke mujh mein girna tera
Aur mujh mein mujh se jyada hona tera
Bhiga bhiga saa mujhko tann tera lage
Aajaa tujhko pee loon mann mera kahein
Aur mujh mein mujh se jyada hona tera
Boond boond karke mujh mein girna tera
Aur mujh mein mujh se jyada hona tera
Bhiga bhiga saa mujhko tann tera lage
Aajaa tujhko pee loon mann mera kahein
Main na bacha mujh mein toda saa bhi
Dekh tu na bacha tujh mein bhi
Jalne laga garm saanson se main
Tu pigal ne laga mujh mein hi
Dekh tu na bacha tujh mein bhi
Jalne laga garm saanson se main
Tu pigal ne laga mujh mein hi
Katra katra main jarun
Sharm se tere maru
Jism tera mom ka pigla doon
Karvate bhi tang ho raat bhar tu sang ho
Tere har ek ang ko sulgaa doon
Bhiga bhiga saa mujhko tann tera lage
Aajaa tujhko pee loon mann mera kahein
Sharm se tere maru
Jism tera mom ka pigla doon
Karvate bhi tang ho raat bhar tu sang ho
Tere har ek ang ko sulgaa doon
Bhiga bhiga saa mujhko tann tera lage
Aajaa tujhko pee loon mann mera kahein
Main na bacha mujh mein toda saa bhi
Dekh tu na bacha tujh mein bhi
Jalne laga garm saanson se main
Tu pigal ne laga mujh mein hi
Dekh tu na bacha tujh mein bhi
Jalne laga garm saanson se main
Tu pigal ne laga mujh mein hi
Hone de kuchh galtiyaan
Rengati ye ungaliyaan
Jism ke tu darmiyaan thehra de
Lamha koi garm tu yaa ubhalti barf tu
Mujh pe ho jaa kharch tu yun aake
Bhiga bhiga saa mujhko tann tera lage
Aajaa tujhko pee loon mann mera kahein
Rengati ye ungaliyaan
Jism ke tu darmiyaan thehra de
Lamha koi garm tu yaa ubhalti barf tu
Mujh pe ho jaa kharch tu yun aake
Bhiga bhiga saa mujhko tann tera lage
Aajaa tujhko pee loon mann mera kahein
Main na bacha mujh mein toda saa bhi
Dekh tu na bacha tujh mein bhi
Jalne laga garm saanson se main
Tu pigal ne laga mujh mein hi.
Dekh tu na bacha tujh mein bhi
Jalne laga garm saanson se main
Tu pigal ne laga mujh mein hi.
Incoming Searches:
Boond Boond Roy Film 2015 Song Lyrics
Boond Boond Roy 2015 Song Lyrics
Boond Boond Roy Movie 2015 Song Lyrics
Boond Boond Song Lyrics Roy 2015
Boond Boond Song Lyrics Roy Film 2015
Roy Film Boond Boond Song Lyrics
Lyrics of Boond Boond Roy Film Song
Song Lyrics Boond Boond Roy Movie
Lyrics of Boond Boond Song Roy 2015
Boond Boond Roy Movie Song Lyrics
Lyrics of Song Boond Boond Song Roy
Roy Film Boond Boond Song Lyrics
Boond Boond Lyrics Roy Film 2015
0 comments:
Post a Comment